Duniya naam ki nadi par hai meri kashti zindagi ki,
Kinaare par jitne khade the sawaar ho gaye meri kashti me,
Mein bhi kitni khush thi yeh soch ki mujhe chahne waalon ki kami nahi.
Par is ghayal dil ko ab patha chala ki
kashti akhir hoti hai nadi paar karne k liye,
Manzil aane par saath chod dete hain sabhi,
Akhele reh jaate hain hum jab saagar se nadi jaa milti hai!

No comments:
Post a Comment